jindagi kab hum se raabta hogi,
chalegi yuhin par kab tak na aashna hogi,
lagta hain sab ko hum khade hain makam par,
par yeh jindagi na jane kab hum se hi saamna hogi,
chale jaate hain, bahe jaate hain, bikhare bhi jaate hain,
thum ja yahi, yahi tere sabr ka, seher ka, agaaz hoga
Apr16