
बदलता वक़्त

Ek arsa hua tumhe gaye,
Ek arsa hua hume, jeeye jeeye,
Jab tum the, haste the saath, jindagi bhi ji,
Ankhon se tapkti, tumhari chanchal, hasi bhi pi,
Betahasha palo ko, humne youn guzarne diya,
Bus un lamho ko, dil ki tijori main kaid hi na kiya,
Kehne ko to waqt hi hai, gujar gaya,
Har pal, apne main kai lambi sadiya liye.
Pata hota ki tum chale jaoonge,
To band kar muthi main rakh leti unhe,
Tumhari har chuan ko, rom rom main bher leti main,
Har pyar, har takrar, har shararat, har ek nazar ko,
Dil ki gahariyon se jakad leti main,
Bahut mushkil hain jeena tumhare bin,
In siskiyon main, tumhari awaz sun leti kahi,
Bus youn hi kuch aur tumhe, jee leti thi main.
Kaash pal do pal, aur tumhara saath hota,
Apni jindagi main, chaar pal aur jod leti main,
Woh chaar pal, jinke sahare, sadiyan gujaar leti,
Khud jeeti aur tumhe murat main utar leti,
Ek halka abhaas bhi hota, ki itna hi saath hamara,
Khuda se tumhe, aur maang leti main,
Duan main tumhe maang leti thi main.
बात दोस्तों मैं उठी एक शाम, ऐसे ही,
और समां बंध गया ऐसा,
पुराने दोस्तों की बाते, दोस्तों के नाम
शब्दों मैं बंधी, मिलीजुली रचाएँ चार दोस्तों की
Pehli Rachna thi Seher…aur uske baad silsila chal pada…
jindagi kabtak yun hi raabta hogi,
chalegi yuhin par kab tak aashna hogi,
lagta hain sab ko hum khade hain makam par,
par yeh jindagi na jane kab hum se hi saamna hogi,
chale jaate hain, bahe jaate hain, bikhare bhi jaate hain,
thum ja yahi, yahi teri sabr ka, seher ka, agaaz hogi ……………….Rashmi
Jo abtak guzari Uska Malal Nahin,
honsala hai ki aage kuch to kasar baaki hogi…………Nirjara
Honsala hota hi itna to malal nahi
Par jibdagi ab tak Jo gujari hain
Uska dum ab Saath nahi
Na chal paayenge aur ab,
Dilo main khwaish Bhi nakam rahi……………..Rashmi
Labon par khudah ka ilm hai jab tak yaara,
Rago Mai daudane ki garmi hogi…………Nirjara
Ragon mein daudte phirne ke hum nahin kaayal ..
Jab aankh hi se na tapka to phir lahoo kya hai …….Ritu Quoted Mirza Galib
Zindagi guzar jayegi bagal Mai rah kar yoon hi.
Ab to lagta hai Tere ghar direct tapkane ke jurrat hi Karni hogi…………Nirjara
Gar jurrart ki Jo aapne
Aap ke Saath hum Bhi ho lenge
Aap Jo lotenge ghar ko vaapis
Aap ke Saath Kuch naye pal Bhi ho lenge
Kuch purani Yaado par tumahari…. Hum Aaj Bhi fida hain..
Jo bitaaye Saath naye pal… Aur nagme Bhi Saath ho lenge…………….Rashmi
“Chale jaate hain ,bahe jaate hain , bikhare bhi jaate hain “
sambhal yaaran , ab kuch pal khudh ke liye kaseedne ki jurrat hogi……………..Nirjara
रुई का गद्दा बेचकर दरी खरीद ली,
ख्वाहिशो को कम किया और ख़ुशी खरीद ली !
सबने ख़रीदा सोना मेने सुई खरीद ली
सपनो को बुनने जितनी डोर खरीद ली
इस ज़माने से सौदा कर एक ज़िन्दगी खरीद ली,
दिनों को बेचा और शामे खरीद ली !
रुई का गद्दा बेचकर दरी खरीद ली,
ख्वाहिशो को कम किया और ख़ुशी खरीद ली !…………….Energyia
apni woh Sui to udhaar de yaar.
Abtak ki bunaayi aadh-kachchi loon mein sawaar.
Kuch nayi bunoo kabhi purani loon udhaarh.
Bharosa hai mujhe ki yeh dor sulajh hi jaayegi ……………………Nirjara
Had fun after years…Enjoy
jindagi kab hum se raabta hogi,
chalegi yuhin par kab tak na aashna hogi,
lagta hain sab ko hum khade hain makam par,
par yeh jindagi na jane kab hum se hi saamna hogi,
chale jaate hain, bahe jaate hain, bikhare bhi jaate hain,
thum ja yahi, yahi tere sabr ka, seher ka, agaaz hoga
Small moments
Witness a big day
Tiny hands
Warm an empty heart
A loving beloved
Brings joy to a lonely soul
Life is like that
To fill a well of hopes
Each smile counts
A little longer
A little stronger
Walking a step a day
The journey does gets nicer
And that’s what I do
Every step, each day
Grabbing the moments
Tiny hands in my hands
With my beloved on my side
I live my life , whatever I get
Pain or rainbow of sunshine
I witness my big day
Filling my heart with love
And my soul with laughter
A empty book with new chapter
My whole being comes alive
And that’s what my life is all about
Hope is the few rays of sunshine
In my window on a dark cloudy day
HOPE is the few drops of rain
On my patio on a dry piece of wood
HOPE is the knock on the door
On my heart on the Silent lonely words
HOPE is the fragrance of flowers
In my kitchen vase bringing life
HOPE is the laughter of my kids
In my ears everyday feeling right
HOPE is the few whispering of my beloved
In my ears on a depressing sliver of time
For me HOPE is whatever that gives me smile
On my lips, in my heart and in my life
You must be logged in to post a comment.